Posted in poetry

Kuch iss tarah

Aur kuch is tarah, meri yaadein jawan rahi,
Kehe ye aasmaan, aur zameen.

Janam liya us insaan ne, badalne duniya ki gati,
Use kya pata tha, gati ya dur-gati.

Jaanleva jeena, ye toh roz ka tha,
Ek dusre ko sambhalna, apne hisse me tha.

Koi mane ya na mane, duniya nahi badli,
Insaan ka nazariya, aur uski niyat badal gayi.

Sans lete lete, jeevan guzar gaye,
Roz ki jaroorate, puri na kar sake.

Abb bhi der na hui, sambhalo apne aap ko,
Chaho to bhi rok na pao, us jallad ko.

Abhi samay hai, jeelo jab tak,
Kudrat de sakti hai, usi hadd tak.

Humne kahaan, dekho us asmaan ko,
Aur ye zameen, dekhti reh gayi.

Author:

I always try to think out of the box. i love poetry and hope to contribute my best to the field :)

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s